Wednesday 23 March 2016

Wazifa For Protection Against Evil Spirits

CHEEZON KA GHAYAB HONA

Hamaray Bazurgon nay usi Isme Azam ki Rohaniat say bana yea Naqsh (Cheezon Ka Ghayab hona) un sayeleen k liye paish kiya hai jin k ghar say cheezain ghayab hoti hain aur Insan ko na khatam honay walay nuqsanat ka shikar karti hain. Is Naqsh (Cheezon Ka Ghayab hona) say istafada hasil karne k liye isay sayel k name mansoob kiya jata hai aur mansoob honay k baad jese hi sayel is Naqsh (Cheezon Ka Ghayab hona) ko ghar main lagata hai to us ghar say tamam Jinnat aur Shaitani Cheezain aisay farar hoti hain k saari zindagi us ghar ka rukh nahi karteen. Isi Naqsh (Cheezon Ka Ghayab hona) say nikalne wali Rohani Lehrain us Ghar ko apni Pak Lehron say Rohani Tahafuz detay huye aisa Rohani Hasar qaem karti hain k zindagi main kabhi bhi us ghar par jadoo toona, saya o asaib ya jinnat ka asar nahi hoga aur na sirf wo ghar balkay us ghar k afrad bhi Allah ki Panah main rahen gay aur ghar main cheezon ka ghayab hona ya deegr nuqsanat un shaitani cheezon k nikalte hi khatam hojaen gay Inshallah. 

READ%20MORE